Yeh zindagi

Yeh zindagi kabhi itni beyawaaz ho jaayegi socha na tha...

Chand

Kalaaiyon ko kaat kar..

Chand pal kaatne padenge aisa socha na tha...

Ab khaamosh ho baitha hai mann mera

Par

Uske khaatir saansein rokni padengi aisa socha na tha....

Write a comment ...